JUMMA KA DIN DIN SABSE BEHTAR KYO.JUMA ka din sabse behtar kyu ?

Allah ke Rasool (Sallallahu Alayhe wa Sallam) ne farmaya:

Jahaa jahaa suraj nikalta hai (puri dunya) unme sabse behtar din JUM'A ka din hai, isme hi Hazarat Adam (AlayhisSalaam) payda kiye gaye, isme hi Jannat ke andar daakhil kiye gaye, ime hi Jannat se (dunya me) utarne ka unko hukm huwa, aur Qiyaamat Jum'a ke din hi qaayem hogi.

-Saheeh Muslim sharif: Hadis no. 856/Imam Muslim bin Hujjaaj Qushayri (wafaat: 261)

-Sunan-e Abu Daawood/Imam Abu Daawood Sulaiman bin Ash-'as (wafaat: 275 Hijri)

-Jaame' Tirmizi/Muhammad bin Eisa Tirmizi (wafaat: 279)

-Sunan-e Nasaayi/Imam Ahmad bin Shoaib Nasaayi (wafaat: 303 Hijri)

No comments