FAMILY OF PROPHET MOHAMMED ALAIHISSALAM (नबी ए करीम अलैहिस्सलाम का खानदान )



➤Huzoor NABI Kareem Sallallahu Alaihi wa sallam ke Walidain ke Naam:



Walid: Abdullah bin Abdul Muttalib

Walida: Amena binte Wahab

Dada: Abdul Muttalib bin Hashim

Dadi: Fatima binte Amr

Nana: Wahab bin Abdul Munaf

Nani: Barra binte Abdul Uzza

QABILA: Quraish

KHANDAN: Banu Hashim


🔸Huzoor Sallallahu Alaihi wa sallam ke walid ka inteqal apke wiladat se 2 mahine pahle hua aur apki walida ka inteqal jab aap alaihis salam ki umar pak 6 saal ki hui tab hua..

🔸Uske baad Aaqa sallallahu alaihi wa sallam ki parwarish Dada Abdul Muttalib ne ki, 8sal umar thi ke  Dada ka bi inteqal hogaya, phir Aaqa sallallahu alaihi wa sallam ke chacha Abu Talib ne apki parwarish ki.

🔸Aaqa Sallallahu alaihi wa sallam ke Chacha ki tadad me iqtelaf hai baaz kahte hai 9, kuch ne 10,11,12 likha hai.


"Aur Unme sirf do chacha Hzrt Hamza RaziALLAHU anhu aur Hzrt Abbas RaziALLAHU anhu ne Islam qubool kiya."

🔸Apke phupu ki tadad 6 hai aur sirf hzt Safiya RaziALLAHU Anha ne Islam qubool kiya.



AAQA sallallahu alaihi wa sallam ke Azwaaje Mutahharat ki tadad 11 hai:


1)khadija binte khauled raziALLAHU anha.

2) Sauda binte zama'aa raziALLAHU anha.

3) Ayesha Binte Abu Bakr raziALLAHU anha.

4) Hafsa binte Umar raziALLAHU anha.

5) Zainab binte khuzaima raziALLAHU anha.

6) Umme Salma binte Abu umayya raziALLAHU anha.

7) Zainab binte jahash raziALLAHU anha.

8) Juweria binte haris raziALLAHU anha.

9) Umme habiba binte Abu sufiyan raziALLAHU anha.

10) Safiyya binte hai raziALLAHU anha.

11) Maimoona binte haris raziALLAHU anha.



Pyare NABI sallallahu alaihi wa sallam ke Aulade kiraam:


🔸Bete 3 hai:

1)Hzt Qasim raziALLAHU anhu.

2)Hzt Abdullah raziALLAHU anhu.

3)Hzt Ibrahim raziALLAHU anhu.

🔸Betiya 4 hai:

1) Zainab raziALLAHU anha.

2) Ruqayya raziALLAHU anha.

3) Umme kulsum raziALLAHU anha.

4) Fatima raziALLAHU anha.

(📚Al'Mawahib ladunya jild-4)