दौराने नमाज़ खुजली का मसला Agar daurane Namaz khujli aaye to Ek rakaat mai kitni baar khujane se namaz faasid ho jaati hai?

Agar daurane Namaz khujli aaye to Ek rakaat mai kitni baar khujane se namaz faasid ho jaati hai?

Jawab

بسم الله الرحمن الرحيم

الصــلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ

بعون الله تعالى وتوفيقه

Pehle hum amal e kaleel aur amal e kaseer samajh le 

● Amal e kaleel us amal ko kehte hai jissy namaz fasid nahi hoti, matlab agar kahi itching ho to kam az kam waqt me is tarah itching kare, k door se dekhne ko ye  lage k aap namaz me hai. 

● Amal e kaseer us amal ko kehte hai k door se dekhne wale ko aisa lage k aap namaz me nahi ho, issy namaz fasid ho jati hai 

_Ab rahi itching ki baat to shariat ka hukm hai k 2 baar thora se itching kerne se amal e kaleel hai aur 2 se zayada baar itching kerna amal kaseer hai

_Ek rukn me 3 bar khujana Amal E Kaseer hai, jaise qayam ek rukn hai, ruku dusra rukn hai wagaira

📚Bahar e Shari'at


والله اعلم بالصواب.

No comments