ईमाम के पीछे किरत करना मना हैं ? (Imam Ke Piche Qirat Karna Mana Hai)

ईमाम के पीछे किरत करना मना हैं ?

Imam Ke Piche Qirat Karna? 

Aaj Gair Muqallid Ahle'hagees Najdi Imam Ke Piche Qirat Karne Ko Lazim Qarar Dete Hain Aur Kehte Hai Ki Agar Koi Imam Ke Piche Qirat Na Kare Tu Uski Namaz Nahi

Qur'an Surah Aaraf Ayat 204

وَإِذَا قُرِئَ ٱلْقُرْءَانُ فَٱسْتَمِعُوا۟ لَهُۥ وَأَنصِتُوا۟ لَعَلَّكُمْ تُرْحَمُونَ

✍🏻Tarjuma Translate

Aur Jab Qur'an Padha Jaye To Usay Kan Laga Kar Suno Aur Khamosh Raho Ki Tumpar Rahem Ho

Hadees Sharif:

Hazrat Abu Musa Ashari رضي الله عنه Se Riwayat Hai Rasool Allah ﷺ Ne Hume Taleem Dete Hue Farmaya Ki Jab Tum Namaz Ke Liye Utho To Tum Mese Ek Ko Imam Ban Jana Chahiye Aur Imam Qirat Kare To Tum Khamosh Raho

✅Conclusion

Qur'an o Hadees Se Pta Chala Ke Jab Qur'an Padha Jaye Tu Usko Khamoshi Se Dhyan Se Suna Jaye Ab Chahe Namaz Me Imam Qirat Kare Ya Tilawat Kare Har Haal Me Muktadiyon Sunne Walon Par Wajib Hai Ki Wo Khamosh Rahe.

📚Musnad Ahmad [Published Saudi Arab (Riyadh)]

Safa 1405 Hadees 19723

1 comment: