Hazrat Ali Radiallahu taala anhum ka chehra dekhna Ibadat hai



Hazrat Ali ka chehra dekhna Ibadat hai:

HADEES: Huzoor صلى الله عليه وسلم ne farmaya Ali ki taraf dekhna bhi ibadat hai 

(Haakim al mustadrak, Tabrani, Sawaiq e muharriqa, Ibne Asakir, Tareekh Al khulfa)

EXPLANATION:

1. Nek logon ki sohbat me Kuch lamha k liye baithna bhi ibadat hai, 

2 .Waldain ko mohabbat ki nigahon se dekhna bhi Ibadat.

3. Jab nekon ki sohbat , maa bap ka chehra dekhna ibadat hai to syeduna Ali ka didar, tazkira ibadat q nahi ho sakta.


NOTE: Yad rahe ham Ahle sunnat k nazdeek syeduna Ali ka darja Abu baqr , Umar , usman k bad aata hai. Yani hazrat Ali khaleefa e chaharum hain.


Radiallahu taala anhum

1 comment: