क़ब्रो की ज़ियारत के लिए ये 4 दिन बेहतर हैं। (Qabro Ki Ziyarat Ke Liye Yeh 4 Din Behtar Hai)


▶ Qabron Ki Ziyarath Ke Liye Yeh Char Din Behtar Hai: 

Peer(Monday),
Jumeraath(Thursday),
Juma(Friday),
Hafta(Saturday).

(📚Fatwa E Aalamgiri  Jild 5, Safa No 350).

▶ Juma Ke Din Bad Namaz E Subha Ziyarath E Quboor (QABR) Afzal Hai

(📚Fatwa E Razviya Muqarraja Jild No 9, Saf No 523).


➤ Masla: Zaruriyat e deen (Imaan , Aqeeda , Masaeel , Namaz , wagairah) Shikhna farz hai, Aur Usse Chhor kar Kisi Mustahab aur pasandidah Ilm mein waqt zaaya Karna haraam hai.

📚Fatawa e Razviya Shareef, Jild 24, Safah 158


➤ Masla: Musalman par Sab se pehle Aqeeda aur Imaan Ka ilm haasil karna farz hai , fir Namaz ka , fir wuzu ka , fir maalik e nisab ho to zakaat ka , fir saahib e isteta'at ho to hajj ka fir zarurat ke mutabik dusre masaeel ka

 📗Fatawa e Razviya Shareef, Jild 23 , Safah 624