Islam Me Shart (bet) lagana Haram hai
Shart (bet) lagana kaisa hai :
dono side se shart lagana Haraam, haarne waale ka jeetne waale ko kuchh dena Haraam,
jeetne waale ka haarne waale kuchh lena Haraam, aur tisre ko bhi maalik ki ijaazat ke bina lena/khaana Haraam hai,
in tino conditions me ayso ke pichhey namaaz parhna Makrooh-e Tahreemi (Haraam ke qarib) hai, parh li to dohraana waajib hai
aur tisra koi agar maalik ki ijaazat se le/khaaye to uske liye Halaal hai, uski Imaamat me koi kharabi nahi.
Fataawa Razwiya (new): 23/581
Post a Comment