हदीस : किसी बूढ़े शख्स की इज़्ज़त करने का सवाब.(Jab koi Jawan kisi boodhe shaks ki izzat karta hai)


Jab koi Jawan kisi boodhe shaks ki izzat karta hai

HADEES: Huzoor صلى الله عليه وسلم ne farmaya jab koi jawan kisi boodhe insan ki izzat karta hai, to Allah Taala us Jawan k budhape me uski izzat karwane k liye doosre Jawano ko muqarrar farma dega 

(REFERENCE: Book: Bustanul Aarifeen Author: Hazrat Fiqhi Abul Lais samarqandi, Uzbekistan. A great Imam belongs to 4th century hijri)

EXPLANATION:

Is hadees se pata Chala

1. Boodhe logon ki izzat karni chahiye. 

2. Boodhon ki izzat karne wala jab Khud boodha hojata hai, to uske sath bhi izzat Kiya Jayega.

3. Bhala kar tere sath bhi bhala Hoga.

No comments