बच्चों को बुरी नज़र से बचाने की दुआ (Bachchon ko buri nazar aur shaitan, jinn aur har shay se bachane ki dua)

Bachchon ko buri nazar aur shitan jinn aur har shay se bachane ki dua

حَدَّثَنَا عُثْمَانُ بْنُ أَبِي شَيْبَةَ ، حَدَّثَنَا جَرِيرٌ ، عَنْ مَنْصُورٍ ، عَنْ الْمِنْهَالِ ، عَنْ سَعِيدِ بْنِ جُبَيْرٍ ، عَنْ ابْنِ عَبَّاسٍ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُمَا ، قَالَ :    كَانَ النَّبِيُّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ يُعَوِّذُ الْحَسَنَ وَالْحُسَيْنَ ، وَيَقُولُ : إِنَّ أَبَاكُمَا كَانَ يُعَوِّذُ بِهَا إِسْمَاعِيلَ وَإِسْحَاقَ أَعُوذُ بِكَلِمَاتِ اللَّهِ التَّامَّةِ مِنْ كُلِّ شَيْطَانٍ وَهَامَّةٍ وَمِنْ كُلِّ عَيْنٍ لَامَّةٍ    .

🔹Nabi e Kareem ﷺ ,Hzrt Hasan aur Hussain RadhiAllahu anhuma ke liye panah talab kiya karte the aur farmate the ke tumhare buzurg dada hazrt Ibraheem Alaihissalam bhi in kalimat ke zariye Allah ki panah hazrt Ismaeel aur Ishaq Alaihissalam ke liye maangte the.

«أعوذ بكلمات الله التامة من كل شيطان وهامة،‏‏‏‏ ‏‏‏‏ ومن كل عين لامة» 

🔹Auoozu bi kalimaatillahi tthammati minkulli shaitaani wa haammati wa min kulli ainil laammah.

✍🏻tarjuma: main panah maangtaa hoon Allah ke poore poore kalimaat ke zariye har ek shaitaan se aur har zahreele jaanwar se aur har nuqsaan pahunchane waali nazre bad se.

📚Sahih Bukhari # 3371.

No comments