मॉडर्न बुर्के और अपने जिस्म की नुमाइश की सज़ा 😢 (APNE JISM KI NUMAISH KI SAZA & MODERN BURQE )




APNE JISM KI NUMAISH KI SAZA, MODERN BURQE:

HADEES: Hazrat Abu Huraira raziALLAHU anhu se riwayat hai ke Rasoolullah sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya:


Dozaqiyo ki 2 jamate aisi hongi jinhe maine (apne is ahed-e-mubarak me) nahi dekha (yani aaindah paida hone wali hai,inme)

⏹ ek wo qaum jinke sath GAAY ki dum ki tarah kodey honge jinse logo ko marenge.

⏹ aur (dusri qism) un aurto ki hai jo kapde pahankar nangi hongi dusro ko (apni taraf) mayil karne wali aur mayil hone wali hongi, inke sar bakhti ounto ki ek taraf jhuki hui kahano ki tarah honge, Wo jannat me dakhil na hogi aur na uski khushbu payengi halanki iski khushbu itni itni door se pai jayengi.

(📚Muslim Hadees-125)


Aisa tang (tight) libas ya burqa hargiz na pahene jisse jism ki hararat mehsus ho..



burqa simple aur ziada bada size ho ke usse jism ki hararat mehsus nahi hogi.


Insurance, Cloud computing, JCB machine, Volkswagen, domain and hosting.

No comments