जानिये ! क्या है क़ुरआन शरीफ के इस सूरह की फ़ज़ीलत
📕 अलइतकान,जिल्द 1,सफह 67
➤हुज़ूर सल्लललाहो तआला अलैहि वसल्लम इरशाद फरमाते हैं कि सूरह फातिहा की मिस्ल कोई भी सूरह तौरैत-ज़बूर-इंजील और खुद क़ुर्आन मुक़द्दस में भी नहीं है
📕 तिर्मिज़ी,जिल्द 2,सफह 318
➤हुज़ूर सल्लललाहो तआला अलैहि वसल्लम इरशाद फरमाते हैं कि सूरह फातिहा हर मर्ज़ से शिफा है
📕 वज़ाइफे रज़वियह,सफह 126
➤फज्र की सुन्नत और फर्ज़ के दर्मियान 41 बार सूरह फातिहा इस तरह पढ़ें कि बिस्मिल्लाहिर रहमानिर रहीमिल हम्दु लिल्लाहि रब्बिल आलमीन इस तरह हर 41 बार पढ़कर मरीज़ पर दम करें और पानी में भी दम करके पिला सकते हैं,इन शा अल्लाह तआला शिफा हासिल होगी
📕 जन्नती ज़ेवर,सफह 459
➤हाजत बरारी के लिए इसी तरह 40 बार पढ़ने की ताकीद हज़रत ख्वाजा निज़ाम उद्दीन औलिया रज़ियल्लाहु तआला अन्हु भी फरमाते हैं मगर इसके पढ़ने में हर बार अर्रहमानिर रहीम को 3 बार कहना है और हर बार आखिर में 3 मर्तबा आमीन कहना है,और सबसे आखिर में अपने मक़सद के लिए दुआ करें,और हाजत बरारी के लिए कोई वक़्त मुतय्यन नहीं है जब चाहें पढ़ें
📕 फवादुल फवाद,सफह 74
➤Surah fatiha ke 55 naam hain jo ki quran me hi mazkoor hain
📕 Alitqaan,jild 1,safah 67
➤Huzoor sallallaho taala alaihi wasallam irshaad farmate hain ki surah fatiha ki misl koi bhi surah taurait zaboor injeel aur khud quran muqaddas me bhi nahin hai
📕 Tirmizi,jild 2,safah 318
➤Huzoor sallallaho taala alaihi wasallam irshaad farmate hain ki surah fatiha me harz marz se shifa hai
📕 Wazaife razviyah,safah 126
➤Fajr ki sunnat aur farz ke darmiyan 41 baar surah fatiha is tarah padhen ki BISMILLAHIR RAHMAANIR RAHEEMIL HUMDU LILLAHI RABBIL AALAMEEN is tarah har 41 baar padhkar mareez par dum karein aur paani me bhi dum karke pila sakte hain,in sha ALLAH shifa haasil hogi
📕 Jannati zevar,safah 459
➤Haajat barari ke liye isi tarah 40 baar padhne ki taqeed hazrat khwaja nizaam uddin auliya raziyallahu taala anhu bhi farmate hain magar iske padhne me har baar ARRAHMAANIR RAHEEM ko 3 baar kahna hai aur har baar aakhir me 3 martaba aameen kahna hai,aur sabse aakhir me apne maqsad ke liye dua karein,aur haajat barari ke liye koi waqt mutayyan nahin hai jab chahen padhen
📕 Fawadul fawaad,safah 74
Post a Comment