IMAM HUSSAIN KE KATILO KA ANJAM (क़ातिलीन हुसैन का अंजाम)



IMAM HUSSAIN KE KATILO KA ANJAM


क़ातिलीन हुसैन का अंजाम :

10 मुहर्रमुल हराम 61 हिजरी को कर्बला में जिसका खून बहाकर यज़ीद पलीद ने हुक़ूमत हासिल की थी वो हुक़ूमत भी ज़्यादा दिन तक ना रही और 3 साल 7 महीने बाद ही 5 रबियुल अव्वल 64 हिजरी में 39 साल की उम्र में वो जहन्नम को रवाना हुआ, उसके बाद उसका बेटा मुआविया बिन यज़ीद तख़्त पर बैठा जो कि नेक शख्स था और बाप के बुरे कामों से नफरत करता था, जब वो तख़्त पर बैठा तो बीमार था और सिर्फ 2-3 महीने ही खिलाफत कर सका और 21 साल की उम्र में उसका इंतेकाल हो गया,अब मिस्र व शाम के लोगों ने हज़रत अब्दुल्लाह बिन ज़ुबैर रज़ियल्लाहु तआला अन्हु की बैयत कर ली मगर मरवान ने खूफ़िया साजिशों से मिस्र व शाम पर कब्ज़ा कर लिया,जब वो मरने लगा तो अपने बेटे अब्दुल मलिक को गद्दी सौंप दी,अब्दुल मलिक बिन मरवान के बारे में अब्दुल्लाह बिन उमर रज़ियल्लाहु तआला अन्हु फरमाते हैं कि लोग बेटा पैदा करते हैं मगर मरवान ने बाप पैदा किया है,ये पहले तो नेक आदमी था मगर बाद में फासिको फ़ाजिर हो गया,इसके ज़मानये खिलाफत में कूफ़ा पर मुख़्तार बिन उबैद सक़फ़ी का तसल्लुत हुआ,मुख़्तार ने इमाम हुसैन रज़ियल्लाहु तआला अन्हु की शहादत का खूब इन्तेक़ाम लिया मगर आखिर ज़माने में मुख्तार भी नुबूवत का दावा करके काफिरो मुर्तद हो गया | 



! सबसे पहले अम्र बिन सअद व उसके बेटे हफ्स बिन अम्र की गरदन कटवाई.


! खूली बिन यज़ीद जिसने इमाम का सरे मुबारक तन से जुदा किया था उसको सरे राह क़त्ल करवाकर उसकी लाश को जलवाया.


! शिमर ज़िल जौशन खबीस का सर काटकर लाश को कुत्तों के सामने डाला गया.


! अब्दुल्लाह बिन उसैद जुहनी,मालिक बिन नुसैर बद्दी,हमल बिन मालिक महारबी इन तीनों के हाथ पैर काटकर ज़िंदा छोड़ दिया गया,ये तीनों इसी तरह तड़पते बिलखते मर गए.


! हकीम बिन तुफ़ैल ताई वो खबीस है जिसने हज़रत अब्बास अलमदार के कपड़े उतार लिए थे,सो इसको जिंदा ही नंगा करके तीरों से छलनी कर दिया गया.


! अम्र बिन सुबैह ने शोहदाए करबला में से कई को ज़ख़्मी किया था,उसे नेज़ों से छेद छेद कर मारा गया.


! ज़ैद इब्ने रक़ाद वो खबीस था जिसने अब्दुल्लाह बिन मुसलिम बिन अक़ील की पेशानी पर तीर मारा था,इसको तीरों से छलनी किया गया मगर जान बाकी थी तो उसको ज़िंदा जलवाया गया.


! अब्दुल्लाह इब्ने ज़ियाद वो हरामखोर खबीस था जिसने अहले बैत पर काफी ज़ुल्म किये,शहादते कर्बला के ठीक 6 साल बाद 10 मुहर्रम 67 हिजरी को इस कुत्ते का सर काटकर वहीं रखा गया,जहां इसने इमाम हुसैन रज़ियल्लाहु तआला अन्हु का सरे मुबारक रखा था,उस ज़लील के सर पर एक सांप नमूदार हुआ जो उसके नथुनों से घुसकर मुंह से निकलता रहा और फिर गायब हो गया.


! 6000 कूफ़ी यानि राफजी मुख़्तार के हाथों मारे गए,कितने अंधे और कोढ़ी हो गए,कुछ की आंखों में जलती हुई सलाई फेरी गयी,कुछ को जिंदा जलाया गया,और कुछ के मुंह सुअर की तरह हो गए,और कुछ तो ऐसे थे कि पानी पीते मगर प्यास न बुझती और युंही तड़प तड़प कर मरे,और जैसा कि रब ने फ़रमाया था कि मैं 140000 को मारूंगा सो उसने अपना वादा पूरा किया और 140000 को हलाक़ किया,यहां पर एक सवाल उठता है कि हज़रत इमाम हुसैन रज़ियल्लाहु तआला अन्हु से जंग को तो 22000 का लश्कर ही गया था तो 140000 क्यों मारे गए,तो इसका जवाब ये है जैसा कि हदीस पाक में है कि जो शख्स गुनाह में शामिल ना हो मगर उसे अच्छा समझता हो तो वो भी उसी के मिस्ल है,तो अगर जंग में 22000 का लश्कर ही मौजूद था मगर हज़ारों मक्कार दोगले कूफ़ी यानि राफजी यानि शिया उसमे शामिल थे तो अल्लाह ने उन सबको तरह तरह की मुसीबतों में डालकर हलाक किया,और आज भी और क़यामत तक ये गद्दार युंहि मुसीबत मे गिरफतार रहेंगे युंहि अपना सीना पीटते रहेंगे और यही कहते रहेगे कि ऐ हुसैन हम ना थे |


📕 ख़ुतबाते मुहर्रम,सफह 495---510

📕 खसाइसे कुबरा,सफह 126



IMAM HUSSAIN KE KATILO KA ANJAM :


10 muharramul haraam 61 hijri ko karbala me jiska khoon bahakar yazeed paleed ne hukumat haasil ki thi wo hukumat bhi zyada din tak na rahi aur 3 saal 7 mahine baad hi yaani 5 rabiul awwal 64 hijri me 39 saal ki umr me wo jahannam ko rawana hua,uske baad uska beta jiska naam muaviya tha takht par baitha ye ek nek shakhs tha aur baap ke bure kaamo se nafrat karta tha,jab wo takht nasheen hua to beemar tha aur isi bimari me wo sirf 2 ya 3 mahine ki khilafat kar saka aur 21 saal ki umr me uska bhi inteqal ho gaya,ab misr wa shaam ke logon ne hazrat abdullah bin zubair raziyallahu taala anhu ki baiyat kar li magar marwaan ne khufiya sajisho se misr wa shaam par qabza kar liya,marwaan ne marne se pahle wo gaddi apne bete abdul malik ko saunp di,abdul malik bin marwaan ke baare me hazrat abdullah bin zubair raziyallahu taala anhu farmate hain ki log beta paida karte hain magar marwaan ne abdul malik ki soorat me baap paida kiya hai,abdul malik pahle to nek shakhs tha magar baad me faasiq o faajir ho gaya iske zamanaye khilafat me koofa par mukhtar bin ubaid saqfi ka tasallut hua,mukhtar ne imaam husain raziyallahu taala anhu ki shahadat ka khoob badla liya magar marne se pahle wo daawaye nubuwat karke kaafiro murtad ho gaya,kiska kya anjaam hua mulahza karen


! Sabse pahle amr bin sa'ad  wa uske bete hafs ki gardan katwayi


! Khooli bin yazeed jisne imaam ka sare mubarak tan se juda kiya tha usko sare aam qatl karwakar uski laash ko jalwaya


! Shimar bin joshan khabees ka sar kaatkar uski laash ko kutto ko khilaya gaya


! Abdullah bin usaid juhni malik bin nusair baddi wa hamal bin maalik maharbi in teeno bad bakhto ke haath pair kaat kar isi tarah zinda chhod diya gaya aur ye teeno tadap tadap kar mar gaye


! Hakeem bin tufail tayi wo khabees hai jisne hazrat abaas alamdaar ke kapde utaar liye the so iske kapde utaar kar isko nanga hi teero se chhalni kar diya gaya


! Amr bin suhaib ne shuhdaye karbala me se kayi ko zakhmi kiya tha so use nezo se chhed chhed kar maara gaya


! Zaid ibne raqaad wo khabees tha jisne abdullah bin muslim bin aqeel ki peshani par teer maara tha isko teero se hi chaalni kiya gaya magar jaan baaqi thi to usi tarah jalwa diya gaya


! Abdullah ibne zyaad wo haraam khor khabees tha jisne ahle bait par bahut zulm kiye,shahadate karbala ke theek 6 saal baad usi muharram ki 10 wi taareekh 67 hijri ko is kutte ka sar kaat kar wahin rakha gaya jahan isne imaam ka sare mubarak rakha tha,us zaleel ke sar par ek gaibi saanp namudaar hua jo uske nathuno se ghuskar munh se nikalta raha aur kuchh deir baad gaayab ho gaya


! 6000 koofi yaani raafji mukhtar ke haathon maare gaye,kitne andhe aur kodhi ho gaye,kuchh ki aankhon me jalti huyi salayi pheri gayi,kuchh ko zinda jala diya gaya,kuchh ke munh to duniya me hi suwar ki tarah ho gaye,kuchh aise the ki paani peete the magar pyaas na bujhti thi aur yunhi pyaase tadap tadap kar mare,aur waisa hi hua jaisa ki rub taala ne farmaya tha ki main husain ke badle 140000 ko maarunga so usne apna waada poora kiya,yahan ek sawal ye uthta hai ki imaam aali maqaam se jung karne ko to 22000 ka lashkar hi aaya tha to saza 140000 ko kyun di gayi to iska jawab ye hai ki hadise paak me aata hai ki jo shakhs gunaah me shaamil na ho magar use achchha jaanta ho to wo bhi usi me shaamil hai to agar che imaam ke khilaf 22000 ka lashkar zaahiri hi aaya tha magar hazaron makkar dogle farebi jhoote buzdil koofi yaani raafji yaani shiya kahin na kahin is saaneh me shaamil the isi liye ALLAH taala ne un sab khabeeso ko tarah tarah ki musibat me daalkar halaaq kiya,aur aaj bhi aur qayamat tak ye gaddar yunhi musibat me giraftaar rahenge aur apna seena peette rahenge aur yahi kahte rahenge ki Ai husain hum na the.


📕 Khutbate muharram,safah 495---510

📕 Khasaise kubra,safah 126