Awlia Allah Kaainaat Ki Jaan Hai





HADEES

➤Rasoolullah ﷺ Ne Farmaya:

 "Jis Waqt tak ALLAH TA'ALA Ka Naam Lene Wala Ek Bhi Shakhs Baaqi Hai, is waqt tak qiyamat nahi aayegi."

[Sahih Muslim, Hadees # 376.]



اولیاء اللہ کائنات کی جان ہیں

حَدَّثَنَا عَبْدُ بْنُ حُمَيْدٍ، أَخْبَرَنَا عَبْدُ الرَّزَّاقِ، أَخْبَرَنَا مَعْمَرٌ، عَنْ ثَابِتٍ، عَنْ أَنَسٍ، قَالَ: قَالَ رَسُولُ اللهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:    لَا تَقُومُ السَّاعَةُ عَلَى أَحَدٍ يَقُولُ: اللهُ، اللهُ   

رسول اللہ ﷺ نے فرمایا : 
"جس وقت تک اللہ تعالی کا نام لینے والا ایک بھی سخص باقی ہے، اس وقت تک قیامت نہی آئے گی.


Tashreeh

 "mazkurah hadees shareef se malum hua ke jab tak is zameen par ek bhi ALLAH ALLAH karne wala zinda hai, is waqt tak qiyamat qaaim nahi hogi _ matlab ye hai ke AHLULLAH is kaainat ki jaan hai, inhi KHASANE KHUDA ke sadqe kaainat ka wujood hai."


➤Imam Fakhruddin Razi Rahmatullah Alaih Tafseer e Kabeer Me Farmate Hain:

"Allah Azzawajalla Ke Awlia Marte Nahi Balke Ek Ghar Se Dusre Ghar Muntaqil Hojate Hain".


[تفسیرِ کبیر، پ4، آل عمران: 169.]