🔸NAAT-E-PAAK PADHNA JAIZ HAI..
Huzur SallAllaho alaihe wasallm, Hazrat Hassan ( ALLAH AAPSE RAAZI HAIO ) k lye Masjid e Nabvi shareef me Minbar rakhte or Hazrat Hassan us par kharey ho kar Huzur صلى الله عليه وسلم. ki shan e aqdas me naatia ashaar parhte the.
Huzur صلى الله عليه وسلم. farmate:
Jb tak Hassan mere baare me naatia or fakharia ashaar padhta rahega to beshak Allah taala roohul uqdas (Hazrat Jibrailalehsalam) k zariye Hassan ki madad farmata hai.
(Sunan abu Dawood,Kitab ul adab, baab ma jau fi'shaar, Jild 5 Page 176 HadithNo 5015)
(Sunan Tirmizi,kitab ul adab,baab ma jau fi inshad'shaar, Jild 3 Page 562,561Hadith No 2846)
Ye The Milad Un Nabi Salllaho Aliahe Wasallam Ko Eid Kahene Ki Dalil Ab Aaye Dekhte Hai Milad Un Nabi Sallallaho Aalihe wasallam K Mauke Par Kiye Jane WaleMustahab Aamal Hadith Ki Roshni Me-
Juloos Nikalna Aur Usme Ya Rasool Allah K Nare lagana:
Jab Aaka صلى الله عليه وسلم. Hijrat Kar K MADINA Sharif Aaye To LogonNey Khoob Jashan Manaya
Nojawan Larkey Apni Chatton Par Charh Kar Aur Gulam, Khuddam Raasto Me PhirteThey Aur Nara'Aey Risalat Lagate Aur Kehte- YA RASOLALLAH.
(Sahih Muslim Jild 2 Page 419)
Post a Comment